Wednesday, July 16, 2014

some lines


Kaanton se guzar jana sholon se nikal jana,
Jab phoolon ki basti aaye to sambhal kar jana,

Din apne chiraago se kuch is tarah jalte hain,
Har subah ko bujh jana har shaam ko jal jana,
------/-

Berukhi is se badi aur bhala kya hogi
Ek muddat se hume usne sataaya bhi nahi
------/////-------
1  aah  ko chaahiye  ik 'umr  asar hone  tak
        kaun jeeta hai teree zulf ke sar hone tak ?

Berukhi is se badi aur bhala kya hogi
Ek muddat se hume usne sataaya bhi nahi

2.      daam har mauj meiN hai halqa-e-sad_kaam-e-nahaNg
        dekhaiN  kya  guzre hai qatre  pe guhar hone tak

[ daam = net/trap, mauj = wave, halqa = ring/circle, sad = hundred, nahaNg = crocadile, sad_kaam-e-nahaNg = crocadile with a hundred
          jaws, guhar = pearl ]

3.      aashiqee  sabr  talab   aur  tamanna   betaab
        dil ka kya rang karooN KHoon-e-jigar hone tak ?

        [ sabr = patience, talab = search ]

4.      ham ne  maana  ke taGHaful na karoge, lekin
        KHaak ho jaayeNge ham tumko KHabar hone tak

        [ taGHaful = neglect/ignore ]

5.      partav-e-khur se hai shabnam ko fana'a ki taaleem
        maiN  bhee  hooN ik  inaayat  ki  nazar  hone tak

        [ partav-e-khur = sun's reflection/light/image, shabnam = dew,
          fana'a = mortality, inaayat = favour ]

6.      yak_nazar besh naheeN fursat-e-hastee GHaafil
        garmi-e-bazm  hai  ik raqs-e-sharar  hone tak

        [ besh = too much/lots, fursat-e-hastee = duration of life,
          GHaafil = careless, raqs = dance, sharar = flash/fire ]

7.      GHam-e-hastee ka 'Asad' kis'se ho juz marg ilaaz
        shamma'a har rang meiN jaltee hai sahar hone tak

        [ hastee = life/existence, juz = other than, marg = death,
          sahar = morning ]


Tamam Umer Usi Ke Khayal Mein Guzri 'Faraz'
Mera Khayal Jise Umer Bhar Nahi Aaya....
------
Ye Din Bhi Qayamat Ki Tarah Guzra Hai "Faraz"
Janey Kya Baat Thi Har Baat Pe Rona Aaya...!
-----------------------
Bus Woh ShakS Acha LaGa Ussey Saaf Keh Dala HuMNe "FARAZ"!
Dil Ki Baat Hai HuMSe MunafQaT Na Ho Saki.!
-----------------------
AiK KhaliSh ab Bhi MuJhey Baichein KaRTi Hai "Faraz"!
Sun K Meri MaRne Ki KhabaR Wo Roya Kyun Tha.!
----------------------
Bohat ajeeb hen yeh bandishen Muhabbat ki Faraz
Na us ne qaid me rakha na hum farar huway...
--------------------------
Kuch is tarah nazar andaaz ho gay Faraz
Jesay izafi hurf thay hum teri zindgi ki kitaab me..
-----------------------
Tujh se bichar ke bachpan ka yeh bhaid khula
Kiyun likhta tha main pairoon pe"tanha tanha
------------------------
Koi nahin hay merey jaisa charoon aur
Apney gird ek bheer saja ke"Tanha"hoon
----------------------
Pyar mein ik he mousam hai baharon ka"Faraz"
loh kaisey mousamon ki tarhan badal jatey hain
---------------------------
Jab khizan aye gi to laut aye g wo bhi "Faraz"
wo baharon mein zara kam he nikla karta hai
--------------------------
Jis ko bhi chahaa use shiddat se chaahaa hai Faraz
Silsilaa tuta nahiin dard kii zanjiir kaa
----------------------------
aaj dil khol ke roye hain to yuuN Khush hai 'Faraz'
chand lamhon kii ye raahat bhii barii ho jaise
-------------------------------
Hijr Ki Raat Bohat Lambi Hai Faraz
Aao Uski Yaad Mein Thak K So Jaein
---------------------------
Kuch Tu Hee Mere Dard Ka Mafhoom Samajh Lay Faraz,
Hansta Howa Chehra To Zamaane Ke Liye Hay....
--------------------
Tum Taluq torney Ka Kahin Zikar Na Karna Faraz ....!
Main Logon Se Kehdonga K usey Fursat Nahi Milti....!
----------------------------
zalzalay younhi Besabab nahi atay Faraz,
Koi dewana tah-e-khak tarapta hoga...
---------------------
Main Ne Jis Shaakh Ko Phoolon Se Sajaya Tha Faraz,
Mere Seenay Main Ussi Shaakh Ka Kaanta Utra..!!
------------------------
Hum Na Badlein gay waqt ki raftaar kay sath Faraz
Hum jab b milen gay andaaz purana hoga
------------------------
Bara Andhera Tha Un Ki Rahoon MEin Ay Dil FARAZ
Mein Apna Ghar Na Jalata To Aur Kia Kerta
---------------------
Humne Mehboob Jo Badla To Taujab Kesa FARAZ
Log Kafir Se Musalman Bhi To Ho Jate Hain
--------------------
Wo bhi ro de ga usay haal
sunaye'n kese
Maum ka ghar hy chirago'n
ko jalaye'n kese

Duur hota tou usay dhoond
bhi lete 'Faraz'
Rooh main chup k jo betha hy
usay paaye'n kese ...
-------------------
Maine toh Apni Tanhaiyon se Tang aakar Dost banane The***FARAZ***
Dost bhi aisay milay k Mujhey Aur Tanha Kar GAye...
--------------------------------
Mujhe ghuroob na jano jo main ufaq pay nahi....faraz
Bikher gaya hoon andheron main kehkasha ki tarah...
------------------------------
Bahana Kyun Tarasha Rooth Jane Ka 'Faraz'
Bas Itna Keh Dete K Dil Main Jaga Nahi Rahi
----------------------------
** Pehle Tarasha Us Ne Mera Wajood Sheeshay Se
~FARAZ~
Phir Zamane Bhar K Hathon Main Pathar Thama Diye **
---------------------------
Pani Main Aaks Dekh Kar Khush Ho Raha Tha
~FARAZ~
Pather Kisii Nay Mar Kar Manzar Badal Deaa
-----------------------------
Ae Insaan Ibn-E-Aadam Se Nanga Aya Hai To
~FARAZ~
Kitna Safar Kya Hai To Ne 2Ghaz Kafan K Liyee
------------------------
Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The~FARAZ~
Kyu Tanha Se Ho Gaye Hai Tere Jane Ke Baad
-------------------------
Ek hi zakhm Nahi sara Badan zakhmi Hai
~FARAZ~
Dard Hairan Hai ke Uthun To kahan sE uthun
-----------------------------------
Sub Roshnian muj say Roth gain Yeh kah kar.!~FARAZ~
Tum Apney Ciragon ki Hifazut nahi Kartey.!
----------------------------------
Tamam Umar Mujhe Tootna Bhikarna Tha....~FARAZ~
Wo Meherbaan Bhi Kahan Tak Samet Tha Mujhe....
-------------------------
Loog Kehtay Hain k Mulaqat Nahi Hoyi,~FARAZ~
Hum tu Rooz Miltay Hain Lekin Baat Nahi Hoti....
----------------------
Main jo mehka to meri shaakh jala di us ne~FARAZ~
Sabz mosam main mujhey zard hawa Di us ne
-----------------------
Toot kar choobh Raha hai Aankhon mai~FARAZ
Aaeena To Nahi Tha khuaab Mera
----------------------
dagh daman k ho'n, dil k ho'n k chehre k Faraz
kuch nisha'n umr ki raftar se lag jate hain
---------------------
Ishq ki rah main do hi manzilain "FARAZ"..
Ya dil main utar jana, Ya dil sey utar Jana
----------------
Ankh Masruf e Nazara thi to Hm khush thy Faraz
Tum ney Kia Zulm Kia Dil mein Thikana Ker K...!
---------------------------
Tere khuloos ne barbaad kr diya hy Faraz
Fareb dety to kab k Sambhal Gaye Hote
------------------
Tum se bichar kar zehan aisa howa muntashir faraz
Ky logo se apnay ghar ka pata pochna para
-------------
Zamanay k Sawalon Ko Main Huns k Taal Du FARAZ,
Lakin Nami Ankhon Ki Kehti Hai "Mujhe Tum Yaad Aate Ho"
-----------------------------------
ApNi Neend sE MujhE kuCh yon b bohot PeyAr hy "FARAZ"..

K UsNe kAhA thA "MujhE p




Ye Din Bhi Qayamat Ki Tarah Guzra Hai "Faraz"
Janey Kya Baat Thi Har Baat Pe Rona Aaya...!
-----------------------
Bus Woh ShakS Acha LaGa Ussey Saaf Keh Dala HuMNe "FARAZ"!
Dil Ki Baat Hai HuMSe MunafQaT Na Ho Saki.!
-----------------------
AiK KhaliSh ab Bhi MuJhey Baichein KaRTi Hai "Faraz"!
Sun K Meri MaRne Ki KhabaR Wo Roya Kyun Tha.!
----------------------
Bohat ajeeb hen yeh bandishen Muhabbat ki Faraz
Na us ne qaid me rakha na hum farar huway...
--------------------------
Kuch is tarah nazar andaaz ho gay Faraz
Jesay izafi hurf thay hum teri zindgi ki kitaab me..
-----------------------
Tujh se bichar ke bachpan ka yeh bhaid khula
Kiyun likhta tha main pairoon pe"tanha tanha
------------------------
Koi nahin hay merey jaisa charoon aur
Apney gird ek bheer saja ke"Tanha"hoon
----------------------
Pyar mein ik he mousam hai baharon ka"Faraz"
loh kaisey mousamon ki tarhan badal jatey hain
---------------------------
Jab khizan aye gi to laut aye g wo bhi "Faraz"
wo baharon mein zara kam he nikla karta hai
--------------------------
Jis ko bhi chahaa use shiddat se chaahaa hai Faraz
Silsilaa tuta nahiin dard kii zanjiir kaa
----------------------------
aaj dil khol ke roye hain to yuuN Khush hai 'Faraz'
chand lamhon kii ye raahat bhii barii ho jaise
-------------------
Hijr Ki Raat Bohat Lambi Hai Faraz
Aao Uski Yaad Mein Thak K So Jaein
----------------------------
Kuch Tu Hee Mere Dard Ka Mafhoom Samajh Lay Faraz,
Hansta Howa Chehra To Zamaane Ke Liye Hay....
--------------------
Tum Taluq torney Ka Kahin Zikar Na Karna Faraz ....!
Main Logon Se Kehdonga K usey Fursat Nahi Milti....!
----------------------------
zalzalay younhi Besabab nahi atay Faraz,
Koi dewana tah-e-khak tarapta hoga...
---------------------
Main Ne Jis Shaakh Ko Phoolon Se Sajaya Tha Faraz,
Mere Seenay Main Ussi Shaakh Ka Kaanta Utra..!!
------------------------
Hum Na Badlein gay waqt ki raftaar kay sath Faraz
Hum jab b milen gay andaaz purana hoga
------------------------
Bara Andhera Tha Un Ki Rahoon MEin Ay Dil FARAZ
Mein Apna Ghar Na Jalata To Aur Kia Kerta
---------------------
Humne Mehboob Jo Badla To Taujab Kesa FARAZ
Log Kafir Se Musalman Bhi To Ho Jate Hain
--------------------
Wo bhi ro de ga usay haal sunaye'n kese
Maum ka ghar hy chirago'n ko jalaye'n kese
Duur hota tou usay dhoond bhi lete 'Faraz'
Rooh main chup k jo betha hy usay paaye'n kese ...
-------------------
Maine toh Apni Tanhaiyon se Tang aakar Dost banane The***FARAZ***
Dost bhi aisay milay k Mujhey Aur Tanha Kar GAye...
--------------------------------
Mujhe ghuroob na jano jo main ufaq pay nahi....faraz
Bikher gaya hoon andheron main kehkasha ki tarah...
------------------------------
Bahana Kyun Tarasha Rooth Jane Ka 'Faraz'
Bas Itna Keh Dete K Dil Main Jaga Nahi Rahi
----------------------------
kab mujh ko aiteraaf-e-muhabbat na thaa 'Faraaz'
kab main ne ye kahaa thaa sazaayain mujhe na do
-------------------------------
** Pehle Tarasha Us Ne Mera Wajood Sheeshay Se
~FARAZ~
Phir Zamane Bhar K Hathon Main Pathar Thama Diye **
---------------------------
Hum Suna Rahay Thay Apni Bewafai Ki Qissa
~FARAZ~
Afsos Is Baat Ka Oroon Ne To Wah Wah Kya Unhone Bhi Wah Wah Kya
---------------------------
Pani Main Aaks Dekh Kar Khush Ho Raha Tha
~FARAZ~
Pather Kisii Nay Mar Kar Manzar Badal Deaa
-----------------------------
Ae Insaan Ibn-E-Aadam Se Nanga Aya Hai To
~FARAZ~
Kitna Safar Kya Hai To Ne 2Ghaz Kafan K Liyee
------------------------
Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The~FARAZ~
Kyu Tanha Se Ho Gaye Hai Tere Jane Ke Baad
-------------------------
Ek hi zakhm Nahi sara Badan zakhmi Hai
~FARAZ~
Dard Hairan Hai ke Uthun To kahan sE uthu
------------------------------------------
Sub Roshnian muj say Roth gain Yeh kah kar.!~FARAZ~
Tum Apney Ciragon ki Hifazut nahi Kartey.!
----------------------------------
Tamam Umar Mujhe Tootna Bhikarna Tha....~FARAZ~
Wo Meherbaan Bhi Kahan Tak Samet Tha Mujhe....
-------------------------
Loog Kehtay Hain k Mulaqat Nahi Hoyi,~FARAZ~
Hum tu Rooz Miltay Hain Lekin Baat Nahi Hoti....
----------------------
Main jo mehka to meri shaakh jala di us ne~FARAZ~
Sabz mosam main mujhey zard hawa Di us ne
-----------------------
Toot kar choobh Raha hai Aankhon mai~FARAZ
Aaeena To Nahi Tha khuaab Mera
----------------------
Tumhari dunia me hm jese hazaaron hen faraz
Hum hi pagal the jo tumhay paa k itraanay lagay
---------------------
dagh daman k ho'n, dil k ho'n k chehre k Faraz
kuch nisha'n umr ki raftar se lag jate hain
---------------------
Ishq ki rah main do hi manzilain "FARAZ"..
Ya dil main utar jana, Ya dil sey utar Jana
----------------
Ankh Masruf e Nazara thi to Hm khush thy Faraz
Tum ney Kia Zulm Kia Dil mein Thikana Ker K...!
---------------------------
Tere khuloos ne barbaad kr diya hy Faraz

Fareb dety to kab k Sambhal Gaye Hote

----------------------
Tumhari dunia me hm jese hazaaron hen faraz
Hum hi pagal the jo tumhay paa k itraanay lagay
---------------------
dagh daman k ho'n, dil k ho'n k chehre k Faraz
kuch nisha'n umr ki raftar se lag jate hain
---------------------
Ishq ki rah main do hi manzilain "FARAZ"..
Ya dil main utar jana, Ya dil sey utar Jana
----------------
Ankh Masruf e Nazara thi to Hm khush thy Faraz
Tum ney Kia Zulm Kia Dil mein Thikana Ker K...!
---------------------------
Tere khuloos ne barbaad kr diya hy Faraz

Fareb dety to kab k Sambhal Gaye Hote

बशीर साहिब- चुनिन्दा शायरी

कोई हाथ भी न मिलाएगा, जो गले मिलोगे तपाक से,
ये नए मिजाज का शहर है, जरा फ़ासले से मिला करो।

उजाले अपनी यादों के हमारे साथ रहने दो,

न जाने किस गली में जिंदगी की शाम हो जाए।

सर झुकाओगे तो पत्थर देवता हो जायेगा,
इतना मत चाहो उसे वो बे-वफ़ा हो जायेगा।

हम भी दरिया हैं हमें अपना हुनर मालूम है,
जिस तरफ भी चल पड़ेंगे रास्ता हो जायेगा।

दुश्मनी जम कर करो लेकिन ये गुंजाइश रहे
जब कभी हम दोस्त हो जायें तो शर्मिंदा न हों।

एक दिन तुझ से मिलने जरूर आऊंगा
जिंदगी मुझ को तेरा पता चाहिए।

लोग टूट जाते हैं एक घर बनाने में,
तुम तरस नहीं खाते बस्तियां जलाने में।

पलकें भी चमक जाती हैं सोते में हमारी,
आंखों को अभी ख्वाब छुपाने नहीं आते।

तमाम रिश्तों को मैं घर पे छोड़ आया था,
फिर उस के बाद मुझे कोई अजनबी नहीं मिला।

जिस पर हमारी आंख ने मोती बिछाये रात भर
भेजा वही क़ाग़ज उसे हमने लिखा कुछ भी नहीं।

कुछ तो मजबूरियां रही होंगी,
यूं कोई बेवफ़ा नहीं होता।

जैसे सर्दियों में गर्म कपड़े दे फ़क़ीरों को,
लबों पे मुस्कुराहट थी मगर कैसी हिकारत सी।

अजीब शख्स है नारा होके हंसता है,
मैं चाहता हूं ख़फ़ा हो, तो ख़फ़ा ही लगे।

देने वाले ने दिया सब कुछ अजब अंदाज से,
सामने दुनिया पड़ी है और उठा सकते नहीं।

मिल भी जाते हैं तो कतरा के निकल जाते हैं,
हाय मौसम की तरह दोस्त बदल जाते हैं।

हम अभी तक हैं गिरफ़्तार-ए-मुहब्बत यारों,
ठोकरें खा के सुना था कि सम्भल जाते हैं।

मुझसे बिछड़ के ख़ुश रहते हो,
मेरी तरह तुम भी झूठे हो।

कभी हम भी इस के क़रीब थे, दिलो जान से बढ़ कर अज़ीज थे,
मगर आज ऐसे मिला है वो, कभी पहले जैसे मिला ना हो।

कभी धूप दे, कभी बदलियां, दिलोजान से दोनों कुबूल हैं,
मगर उस नगर में ना कैद कर, जहां जिन्दगी की हवा ना हो।