एक ख़याल है , जाने कब तक परवाज चढ़े,
एक जूनून है , जाने कब तक रगों में दौड़े...
Saturday, November 29, 2025
Sochta Hoon Khud Se milun Kisi Din
FIR Sochta Hun kya kahunga Kahan Tha itne Din
kamao aur kamate raho
jab tak mahngi cheez sasti na lage
mombatti jalakar murdon ko yaad kiya jaataa hai
mombati bujah kar janmdin mnaya jaata hai
No comments:
Post a Comment